महान है इस सैनिक की आत्मा ,यह जवान शहीद होने के बाद भी करता है देश की रक्षा।


यह जवान शहीद होने के बाद भी करता है देश की रक्षा। महान है इस सैनिक की आत्मा 


यह दुनिया  कितनी विचित्र है कोई नहीं जनता कितनी रहस्य छुपाये रहती है हम सब अनजान से रहते है,पर हमें कभी कभी ऐसी घटना देखने को मिल जाती है जिसे जानने के बाद वाकई अद्भुत  लगती है। अब अपने ही  देश भारत के एक जवान की गाथा को जान लीजिए, सुनने में तो अंधविस्वास जैसा लगता है पर है सच , तो बने रहिए इस आर्टिकल में शुरू से अंत तक।  बताता हूँ एक अद्भुत कहानी। 



   यह स्टोरी एक ऐसे जांबाज फौजी की है जो सिमा पर अपनी जान की परवाह किये बिना  देश की रक्षा करता है।, हमारे देश के जवान


ke jawan hamare liye kitne mulywan hote hain yah kahna mushkil hai ,desh ki seema par hote hue ham shuun se jivan jite hain desh e log chain ki nind lete hain. boarder par ab fight hojay yah kuch nhain kaha ja sakta ,aur jab ladai hoti hai to usame se kai tarh ke mushkilon a samna karna padta hai,aur kab kon fauji shahid hojaye ye kaha nahin ja sakta. waha to bas desh ke dushmano se dat ar samana arna ai ab isme chahe jo bhi hojaye.dushmano ko mar bhagana hai to bhagan hai ,aur bharat jaisa desh jo na to isi dusare dusare desh par adhikar jamata hai na khud par jamane deta hai, bharat desh ke padosi paistan aur chaina jaisa ho to aur bhi kathor banna padta hai, kyuki inki intension sahi kabhi nhai hoti ,inhe uchit jawab dena hi hota hai tab hi ye shant hote hain.

jawan aj bhi seva me rahta hai hajir.

jante hain hai us kahani ko jiske bare me ham bat kar rahe the, us desh ke hero ka nam  harbhajan singh hai. jinhe bad me baba harbhajan singh ke nam se jana jane laga.una janm 3 august 1941 ko panjab me hua tha.inhone 1955 me  DAV school se matric ki padai puri ki thi. inhe 5 salon tak panjab rejiment me samil kiya gaya tha,bad me unhe 30 jun 1965 ko ek commision saupa gaya tha. bharat pakistan ke bich 1965 me jabarjast ladai hui thi,usame harbhajan singh bhi the. ye bat us vkat ki hai jab unhone fauj join kiya tha. par fauj me rahte to unhone jo desh ki seva ki par ve shahid hone ke bad aj bhi desh ki seva me lage hue hai. uski shahadat ki lagbhag 55 sal bad aj bhi hindustan ki seema par tainat rahti hai unki atma, harbhajan singh aj bhi vaha gast lgate hai. Government aj bhi unhe sailry dete hai une family ko harbhajan ji aj bhi apne fauji bhaiyo ko bachane a kam karte hain, isi ke karn unhe vaha Nathula ke hero ke nam se jane jate hain.


 aj bhi vo apni duty samay se ate hain, har din petroling par nikalte hai aur gast laga kar ate hain, nathula ji sal me 2 mahine ke lie ghar bhi jate hain.aha jata hai ki unki atma ek dam jinda hai,ek bar ki bat hai ki jab unki maut hiu thi to unki shav ka pata lagaya ja raha tha par milna mushkil ho raha tha par unhone ek shainik ke sapne me aye aur apne shaw ke bare me bataya ki mai yaha hun ,to agle din jab waha dekha gaya to sach me vahi paya gaya ,sath hi hathiyar bhi mile jo le gaye the,inke aur bhi kai kisse hai sach hi hai jaise jo sainik duty me rahte hue so jate hain unhe ve thapad mar kar jaga dete hain ,ye to vakai adbhut hai. pahle ye sab sunne ke bad log bilive nahi karte the par jab se sab baten proov hone lagi to biswas hona hi hai,aj ke time me harbhajan baba ki vaha ek mandir bhi hai jaha har new joined saink pahuchte hain aur ashirwad pate hain.





 harbhajan ji me aj itni biswas ho gaya ki vo jagah ab tirth sthal me badal diya gaya jaha log dekhne ate hain. baba aj bhi duty dete hain jisake karan unki salary aur post me permotion hote hi rahta hai.  

aj baba harbhajan ji sainik nahi balki captain ban gaye hain, jo 14000 fit uche border ki rakhwali karte hai,sath hi hajaro hajar sainiko ki rasha bhi karte hain.unhe kisi bhi attack ke 3 din pahle bolna padta hai. kaha jata hai ki ve sainik ki sari bhumika nibhate hai ,jaise uniform pahanna,uniform me iron laga hona chahie ,


fauji bhaiyon ka khna hai ki ham sab ko harbhajan baba par pura bilive hai ,kyoki jab sham me bistar change kiya jata hai to sab idhar udhar kiya hua rahta hai jaise koi admi so kar jaga ho.jute gande rahte hain.


 harbhajan ji jab ghar jate hain to unke lie train birth bhi book kiya rahta hai jisase sasani se apne ghar pahunch saken. isake karan  unke ane par ghar me khushiyan  manai jati hai.to hai na adbhut story bhartiye jawan ka ,unki maut tab hui thi jab unhe 18 RAJPUT rajiment me samil kar diya gaya tha. aur 1967 me kuch khacharo ka kafila le jarahe the, jime unki pair fisal gayi aur ghati me ja gire the,par officily kuch aur hi karan tha,bad me unhe shahid mahavir chakr diya gaya tha.

मुझे आशा है की  हरभजन सींघ स्टोरी  जरूर पसंद आयी होगी ,तो शेयर करें। 
SHARE

Gautam kr. Suraj

Hi. I’m CEO/Founder of G India Hindi blog. I like to write bloging,i am Web Developer, Business Enthusiast, Speaker, Writer. Inspired to make things looks better, and i like to provide you knowledge.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

If you have any doubts. Let me know.